Wednesday, October 29, 2008

har ek baat pay ...

Har ek baat pay kehtay ho tum, ki tu kya hai (on just about every thing u tell me who u are)

tumhi kaho ki, yeh andaz-i-guftagoo kya hai (now u only tell wat is this way to talk like this..)

Ragon mein daudtay firnay kay hum nahi kayal (i am not fond of seeing them flow in the veins)

Jab aankh hi say na tapka to fir lahoo kya hai (when it didnt dropped out of the eyes then may be its not blood)

chipak raha badan par lahu se pairaahan
hamare jeb ko ab haajat-e-rafu kya hai

(When my bloodied clothes are sticking to my body...What is the use of mending/darning my pocket then)

jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga (when the body has burned now..may be the heart would have burnt too)

Kuraidtay ho jo ab raakh justajoo kya hai (now why do u scratch these ashes..wat do u really want now)

Har ek baat pay kehtay ho tum, ki tu kya hai (on just about every thing u tell me who u are)

rahi na taqat-e-guftar aur agar ho bhee(There remains none but little strength to speak)

to kis umeed pay keh dain ki aarzoo kya hai (then on wat hope should i tell u wat is my wish)

to kis umeed pay keh dain ki aarzoo kya hai (then on wat hope should i tell u wat is my wish)

Har ek baat pay kehtay ho tum, ki tu kya hai (on just about every thing u tell me who u are)

tumhi kaho ki, yeh andaz-i-guftagoo kya hai (now u only tell wat is this way to talk like this..)

Har ek baat pay kehtay ho tum, ki tu kya hai (on just about every thing u tell me who u are) 

kasid key aatey aatey ...

kasid k aae aate khat ek aur likh rakhoon
main jaanta hoon jo woh likhenge jawaab main...

kab se hoon kya bataoon jahane kharaab main

shab haye hijre ko bhi rakhoon gar hisaab main
mujhe tak kab unki basm main aata tha daur jaam
sakid kuch milaa na diye woh sharaab main

tafir na intazaar main neend aaye umrr bhar
aaneka ahed kar gayi aaye jo khwaab main

ghalib chutiii sharraab par ab bhiii kabhi kabhiii

peta hoon roz abrosh-shabi mahataab main
shab haye hijre ko bhi rakhoon gar hisaab main

hazaroon khwaishen aisi ...

hazaroon khwashishen aisi ke har khwahish pe dam nikle,
bahut nikle mere armaan lekin fir bhi kam nikle ...
nikal naa kuldase adam ka sunte aaye hai lekin bahut beabaroo ho kar tere kuche se ham nikle.

mohabbat main nahi hay, fark jeene, aur marne ka

use ko dekh kar jeete jis kafir pe dam nikle
hazaroon khwashishen aisi ke har khwahish pe dam nikle,
bahut nikle mere armaan lekin fir bhi kam nikle ...

khuda ke vaaste parda na kavi se utha zalim

kahi aisa na hoo yaha bhi wohi kafir sanam nikle
kaha mainkhane ka darwaza ghalib aur kaha waiz

par itna jaanti hai kal woh jaata tha k ham nikle
hazaroon khwashishen aisi ke har khwahish pe dam nikle,
bahut nikle mere armaan lekin fir bhi kam nikle ...

Dil hee to hai ...

dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN? royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye kyoN?
[sang = stone, KHisht = brick]

Qaid-e-hayaat-o-band-e-GHam asl meiN dono ek haiN,maut se pehle aadmee GHam se nijaat paaye kyoN ?
[hayaat = life, band-e-Gham = conceled sorrows,nijaat = release/liberation]

'GHalib'-e-KHasta ke baGHair kaun se kaam band haiN ? roiye zaar-zaar kya, keejiye haay-haay kyoN ?
[KHasta = sick/injured, zaar-zaar = itterly] 

Wednesday, July 9, 2008

Mirza Ghalib

haiN aur bhee duniyaa meN suKHanvar bahut achhe
kahte haiN ki GHaalib kaa hai andaaz-e-bayaaN aur...